May aksar tawajjo[focus] denay mein mushkil mehsoos karta hoon
Mujhay ADHD hai, Matlab k focus nahi kr sakta, aur may aksar tawajjo denay mein mushkil mehsoos karta hoon. Jab main subah uthta hoon us time focus kr pata hon. Kya aap ke paas koi tips ya mashwara hai jo madadgar ho sakta hai?
Apne subah ke focused waqt ka faida uthao. Isay aise ahm kaamon ke liye istemal karo jo tawajjo ki zaroorat rakhte hain, jaise apna din plan karna, mushkil kaamon ka samna karna, ya cheezon ko tarteeb dena.